husband wife problems yani mian bivi mein jhagra aik normal situation hay aur mamool ki baat hay. lekin agar wohi jhagra roz honay lagay aur shiddat kay sath honay lagay tow phir muamla kuch aur hay. is ka matlab hay kah mian bivi kay darmian nachaki hay jis ka akhiri nateeja divorce par khatam hota hay.
mian bivi mein nachaki ka kia wajuhat hein? is ki kai wajuhaat ho sakti hein. misal kay torr par mian bivi kay darmiyan kisi teesray insan ki mudakhilat, ya saas bahu ka jhagra, ya mian bivi kay sitaray na milna, ya financial problems, ya aisay hi dusray muamlat.
aakhir is mian bivi kay darmiyan nachaki ka sahi hal kia hay. kaisay mian bivi kay jhagray khatam ho saktay hein? aur kaisay divorce say bacha ja sakta hay.
zahiri tor par is ka hal yah hay kah aik samajhdar mard larki walo ki side say aur samjhdaar mard larkay walo ki side say mil kar bethein aur mian bivi kay jhagro ka koi bahtar hal nikalein. is say masla aksar solve ho jata hota hay. lekin agar is tarha bhi masla hal na ho tow is ka aakhiri hal rohani amliyat hi hotay hein.
yaad rakhein rohani amliyaat aik haqeeqat ka naam hay. rohani amliyaat apna asar rakhtay hein. rohani amliyaat ki madad say bohat say kaam kiye ja saktay hein. Allah kay kalam mein bohat takat hay.
mazeed rahnumai aur mazeed solutions kay liye aaj hi Sayyed Muhammad Rizvi sahab say rabta karein aur apnay maslo kay hal ghar bethay hasil karein.